رمزِ زندگیRamz E Zindagi

کرے ہے بادہ ترے لب سے کسب رنگ فروغ

Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 4 sher · Roman Urdu ke saath

kare hai baada tire lab se kasb-e-rañg-e-faroġhḳhat-e-piyāla sarāsar nigāh-e-gul-chīñ hai
kabhī to is dil-e-shorīda kī bhī daad mileki ek umr se hasrat-parast-e-bālīñ hai
bajā hai gar na sune nāla-hā-e-bulbul-e-zārki gosh-e-gul nam-e-shabnam se pamba-āgīñ hai
'asad' hai naza.a meñ chal bevafā barā-e-ḳhudāmaqām-e-tark-e-hijāb o vidā-e-tamkīñ hai