رمزِ زندگیRamz E Zindagi

مستی بہ ذوق غفلت ساقی ہلاک ہے

Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 3 sher · Roman Urdu ke saath

mastī ba-zauq-e-ġhaflat-e-sāqī halāk haimauj-e-sharāb yak-mizha-e-ḳhvāb-nāk hai
juz zaḳhm-e-teġh-e-nāz nahīñ dil meñ aarzūjeb-e-ḳhayāl bhī tire hāthoñ se chaak hai
josh-e-junūñ se kuchh nazar aatā nahīñ 'asad'sahrā hamārī aañkh meñ yak-musht-e-ḳhāk hai