افسوس کہ دنداں کا کیا رزق فلک نے
Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 3 sher · Roman Urdu ke saath
afsos ki dandāñ kā kiyā rizq falak nejin logoñ kī thī dar-ḳhur-e-aqd-e-guhar añgusht
kaafī hai nishānī tirā chhalle kā na denāḳhālī mujhe dikhlā ke ba-vaqt-e-safar añgusht
likhtā huuñ 'asad' sozish-e-dil se suḳhan-e-garmtā rakh na sake koī mire harf par añgusht