ملااور بہشت
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Main Bhi Hazir Tha Wahan, Zabt-e-Sukhan Kar Na SakaHaq Se Jab Hazrat-e-Mullah Ko Mila Hukm-e-Bahisht
Arz Ki Main Ne, Elahi! Meri Takseer MaafKhush Na Ayen Ge Isse Hoor-o-Sharab-o-Lab-e-Kisht
Nahin Fardous Maqam-e-Jadal-o-Qaal-o-AqwalBehas-o-Takrak Iss Allah Ke Bande Ki Sarisht
Hai Badamozi-e-Aqwam-o-Milal Kaam Iss KaAur Jannat Mein Na Masjid, Na Kalisa, Na Kunisht!