رمزِ زندگیRamz E Zindagi

پاني ترے چشموں کا تڑپتا ہوا سيماب

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 5 sher · Roman Urdu ke saath

Pani Tere Chashmon Ka Tarapta Huwa SimaabMurghan-E-Sahar Teri Fazaon Mein Hain Betaab
Gar Sahib-E-Hangama Na Ho Manbar-O-MehrabDeen Banda\xe2\x80\x99ay Momin Ke Liye Mout Hai Ya Khawab
Hain Saaz Pe Mauqoof Nawa Ha\xe2\x80\x99ay Jigar SouzDiheele Hon Agar Taar To Bekaar Hai Mizraab
Mullah Ki Nazar Noor-E-Firasat Se Hai KhaliBe-Soz Hai Maikhana\ay Sufi Ki Maiay Naab
Baidar Hon Dil Jis Ki Faghan-E-Sahari SeIss Qoum Mein Muddat Se Woh Darvesh Hai Nayab