رمزِ زندگیRamz E Zindagi

اختر صبح

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 6 sher · Roman Urdu ke saath

Sitara Subah Ka Rota Tha Aur Ye Kehta ThaMili Nigah Magar Fursat-e-Nazar Na Mili
Huwi Hai Zinda Dam-e-Aftab Se Har ShayAman Mujhi Ko Teh-e-Daman-e-Sehar Na Mili
Bisat Kya Hai Bhala Subah Ke Sitare KiNafas Habab Ka, Tabindagi Sharare Ki
Kaha Ye Main Ne Ke Ae Zaiwar-e-Jabeen-e-Sehar !Gham-e-Fana Hai Tujhe ! Gunbad-e-Falak Se Uter
Tapak Bulandi-e-Gardoon Se Hum-Rah-e-ShabnamMere Riyaz-e-Sukhan Ki Faza Hai Jaan Parwar
Main Baghban Hun, Mohabbat Bahar Hai Iss KiBina Misal-e-Abad Paidar Hai Iss Ki