رمزِ زندگیRamz E Zindagi

ميں اورتو

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 7 sher · Roman Urdu ke saath

Mazaq-e-Deed Se Na-Ashna Nazar Hai MeriTeri Nigah Hai Fitrat Ki Raazdaan, Phir Kya
Raheen-e-Shikwa-e-Ayyam Hai Zuban MeriTeri Murad Pe Hai Door-e-Asman, Phir Kya
Rakha Mujhe Chaman Awarah Misl-e-Mouj-e-NaseemAtta Falak Ne Kiya Tujh Ko Ashiyan, Phir Kya
Fuzoon Hai Sood Se Sarmaya-e-Hayat TeraMere Naseeb Mein Hai Kawish-e-Zyan, Phir Kya
Hawa Mein Tairte Phirte Hain Tere TayyareMera Jahaz Hai Mehroom-e-Badbaan, Phir Kya
Qawi Shadem Che Shad, Natawan Shaem Che ShadChaneen Shadem Cha Shad Ya Chanan Shadem Cha Shad
Baheech Go Na Dareen Gulistan Qarare NeestTu Gar Bahr Shudi, Ma Khazan Shadem, Cha Shad