رمزِ زندگیRamz E Zindagi

لاوالا

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath

Fazaye Noor Mein Karta Na Shakh-o-Barg-o-Bar PaidaSafar Khaki Shabistan Se Na Kar Sakta Agar Dana
Nihad-e-Zindagi Mein Ibtida ‘LA’ , Intiha ‘ILLA’Payam-e-Mout Hai Jab ‘LA’ Huwa ‘ILLA’ Se Begana
Woh Millat Rooh Jis Ki ‘LA’ Se Agay Barh Nahin SaktiYaqeen Jano, Huwa Labraiz  Uss Millat Ka Pemana