Nazar Hayat Pe Rakhta Hai Mard-e-Danish-MandHayat Kya Hai, Huzoor-o-Suroor-o-Noor-o-Wujood
Nigah Mout Pe Rakhta Hai Mard-e-Danish-MandHayat Hai Shab-e-Tareek Mein Sharar Ki Namood
Hayat-o-Mout Nahin Iltafat Ke LaeekFaqt Khudi Hai Khudi Ki Nigah Ka Masood