ہنروران ہند
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Ishq-o-Masti Ka Janaza Hai Takhiyyul Un KaIn Ke Andaisha-e-Tareek Mein Qoumon Ke Mazar
Mout Ki Naqsh Gari In Ke Sanam Khanon MeinZindagi Se Hunar In Barhamanon Ka Bezar
Chashme-e-Adam Se Chupate Hain Maqamat-e-BulandKarte Hain Rooh Ko Khawabida, Badan Ko Baidar
Hind Ke Shayar-o-Sooratgar-o-Afsana NaweesAh, Becharon Ke Asaab Pe Aurat Hai Sawar!