رمزِ زندگیRamz E Zindagi

لادين سياست

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Jo Baat Haq Ho, Woh Mujh Se Chupi Nahin RehtiKhuda Ne Mujh Ko Diya Hai Dil-e-Khabeer-o-Baseer
Meri Nigah Mein Hai Ye Siasat-e-La-DeenKaneez-e-Ahrman-o-Doon Nihad-o-Murda Zameer
Huwi Hai Tark-e-Kaleesa Se Hakami AzadFarangiyon Ki Siasat Se Hai Diyo-e-Bezanjeer
Mataa-e-Ghair Pe Hoti Hai Jab Nazar Iss KiTo Hain Harawal-e-Lashkar Kaleesa Ke Safeer!