رمزِ زندگیRamz E Zindagi

آہ جس وقت سر اٹھاتی ہے

Ghazal · Mir Taqi Mir · میر تقی میر · 4 sher · Roman Urdu ke saath

aah jis vaqt sar uThātī haiarsh par barchhiyāñ chalātī hai
nāz-bardāar-e-lab hai jaañ jab setere ḳhat kī ḳhabar ko paatī hai
ai shab-e-hijr raast kah tujh kobaat kuchh sub.h kī bhī aatī hai
chashm-e-bad-dūr-chasm-e-tar ai 'mīr'āñkheñ tūfān ko dikhātī hai