مفلسی سب بہار کھوتی ہے
Ghazal · Wali Dakani · ولی دکنی · 5 sher · Roman Urdu ke saath
kyūñke hāsil ho muj ko jam.iyyatzulf terī qarār khotī hai
har sahar shoḳh kī nigah kī sharābmujh añkhāñ kā ḳhumār khotī hai
kyūñke milnā sanam kā tark karūñdilbarī iḳhtiyār khotī hai
ai 'valī' aab us parī-rū kīmujh sine kā ġhubār khotī hai