لوگ کہتے ہیں چپ لگی ہے تجھےحال دل بھی سنا کے دیکھ لیاlog kahte haiñ chup lagī hai tujhehāl-e-dil bhī sunā ke dekh liyāTanhaiDuniyaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
غیر کو منہ لگا کے دیکھ لیاجھوٹ سچ آزما کے دیکھ لیاġhair ko muñh lagā ke dekh liyājhuuT sach aazmā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ان کے گھر داغ جا کے دیکھ لیادل کے کہنے میں آ کے دیکھ لیاun ke ghar 'dāġh' jā ke dekh liyādil ke kahne meñ aa ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کتنی فرحت فزا تھی بوئے وفااس نے دل کو جلا کے دیکھ لیاkitnī farhat-fazā thī bū-e-vafāus ne dil ko jalā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کبھی غش میں رہا شب وعدہکبھی گردن اٹھا کے دیکھ لیاkabhī ġhash meñ rahā shab-e-va.adakabhī gardan uThā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
رلاتی ہے مجھے راتوں کو خاموشی ستاروں کینرالا عشق ہے میرا نرالے میرے نالے ہیںrulātī hai mujhe rātoñ ko ḳhāmoshī sitāroñ kīnirālā ishq hai merā nirāle mere naale haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
خیمۂ لیلے سیاہ و خانۂ مجنوں خرابجوش ویرانی ہے عشق داغ بیروں دادہ سےḳhema-e-lailā siyāh o ḳhāna-e-majnūñ ḳharābjosh-e-vīrānī hai ishq-e-dāġh-e-bairūñ-dāda seمرزا غالبMirza Ghalib
بے زباں جو کہتے ہیں مجھ کو سو چپ رہ جائیں گےمعرکے میں حشر کے گر بات کی رخصت ہوئیbe-zabāñ jo kahte haiñ mujh ko so chup rah jā.eñgemārke meñ hashr ke gar baat kī ruḳhsat huīمیر تقی میرMir Taqi Mir
کل اس صنم نے کہا دیکھ کر ہمیں خاموشکہ اب تو آپ بھی ٹک لب کو کھولیے صاحبنظیر اکبرآبادیNazeer Akbarabadi