دیکھتے ہی مجھے محفل میں یہ ارشاد ہواکون بیٹھا ہے اسے لوگ اٹھاتے بھی نہیںdekhte hī mujhe mahfil meñ ye irshād huākaun baiThā hai use log uThāte bhī nahīñDuniyaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
عذر آنے میں بھی ہے اور بلاتے بھی نہیںباعث ترک ملاقات بتاتے بھی نہیںuzr aane meñ bhī hai aur bulāte bhī nahīñbā.is-e-tark-e-mulāqāt batāte bhī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
منتظر ہیں دم رخصت کہ یہ مر جائے تو جائیںپھر یہ احسان کہ ہم چھوڑ کے جاتے بھی نہیںmuntazir haiñ dam-e-ruḳhsat ki ye mar jaa.e to jaa.eñphir ye ehsān ki ham chhoḌ ke jaate bhī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
سر اٹھاؤ تو سہی آنکھ ملاؤ تو سہینشۂ مے بھی نہیں نیند کے ماتے بھی نہیںsar uThāo to sahī aañkh milāo to sahīnashsha-e-mai bhī nahīñ niiñd ke maate bhī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کیا کہا پھر تو کہو ہم نہیں سنتے تیرینہیں سنتے تو ہم ایسوں کو سناتے بھی نہیںkyā kahā phir to kaho ham nahīñ sunte terīnahīñ sunte to ham aisoñ ko sunāte bhī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
روشن تو وہ ہوتی ہے، جہاں بیں نہیں ہوتیجس آنکھ کے پردوں میں نہیں ہے نگہ پاکRoshan To Woh Hoti Hai, Jahan Been Nahin HotiJis Ankh Ke Pardon Mein Nahin Hai Nigah-E-Pakعلامہ اقبالAllama Iqbal