جاتی ہے کوئی کشمکش اندوہ عشق کیدل بھی اگر گیا تو وہی دل کا درد تھاjaatī hai koī kashmakash andoh-e-ishq kīdil bhī agar gayā to vahī dil kā dard thāIshqGhamمرزا غالبMirza Ghalib
دھمکی میں مر گیا جو نہ باب نبرد تھاعشق نبرد پیشہ طلب گار مرد تھاdhamkī meñ mar gayā jo na bāb-e-nabard thāishq-e-nabard-pesha talabgār-e-mard thāمرزا غالبMirza Ghalib
تھا زندگی میں مرگ کا کھٹکا لگا ہوااڑنے سے پیشتر بھی مرا رنگ زرد تھاthā zindagī meñ marg kā khaTkā lagā huāuḌne se pesh-tar bhī mirā rañg zard thāمرزا غالبMirza Ghalib
تالیف نسخہ ہائے وفا کر رہا تھا میںمجموعۂ خیال ابھی فرد فرد تھاtālīf nusḳha-hā-e-vafā kar rahā thā maiñmajmūa-e-ḳhayāl abhī fard fard thāمرزا غالبMirza Ghalib
دل تا جگر کہ ساحل دریائے خوں ہے اباس رہ گزر میں جلوۂ گل آگے گرد تھاdil tā jigar ki sāhil-e-dariyā-e-ḳhūñ hai abis rahguzar meñ jalva-e-gul aage gard thāمرزا غالبMirza Ghalib
تلوار کا دھنی تھا ، شجاعت میں فرد تھاپاکیزگی میں ، جوش محبت میں فرد تھاTalwar Ka Dhani Tha, Shujaat Mein Fard ThaPakeezgi Mein, Josh-e-Mohabbat Mein Fard Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal