ہم کو ان سے وفا کی ہے امیدجو نہیں جانتے وفا کیا ہےham ko un se vafā kī hai ummīdjo nahīñ jānte vafā kyā haiUmeedWafaمرزا غالبMirza Ghalib
دل ناداں تجھے ہوا کیا ہےآخر اس درد کی دوا کیا ہےdil-e-nādāñ tujhe huā kyā haiāḳhir is dard kī davā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
ہم ہیں مشتاق اور وہ بیزاریا الہی یہ ماجرا کیا ہےham haiñ mushtāq aur vo be-zāryā ilāhī ye mājrā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوںکاش پوچھو کہ مدعا کیا ہےmaiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñkaash pūchho ki mudda.ā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
جب کہ تجھ بن نہیں کوئی موجودپھر یہ ہنگامہ اے خدا کیا ہےjab ki tujh bin nahīñ koī maujūdphir ye hañgāma ai ḳhudā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali