پھر بے خودی میں بھول گیا راہ کوئے یارجاتا وگرنہ ایک دن اپنی خبر کو میںphir be-ḳhudī meñ bhuul gayā rāh-e-kū-e-yārjaatā vagarna ek din apnī ḳhabar ko maiñYaadDostiKhudiمرزا غالبMirza Ghalib
حیراں ہوں دل کو روؤں کہ پیٹوں جگر کو میںمقدور ہو تو ساتھ رکھوں نوحہ گر کو میںhairāñ huuñ dil ko ro.uuñ ki pīTūñ jigar ko maiñmaqdūr ho to saath rakhūñ nauhagar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib
چھوڑا نہ رشک نے کہ ترے گھر کا نام لوںہر اک سے پوچھتا ہوں کہ جاؤں کدھر کو میںchhoḌā na rashk ne ki tire ghar kā naam luuñhar ik se pūchhtā huuñ ki jā.ūñ kidhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib
جانا پڑا رقیب کے در پر ہزار باراے کاش جانتا نہ ترے رہگزر کو میںjaanā paḌā raqīb ke dar par hazār baarai kaash jāntā na tire rah-guzar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib
ہے کیا جو کس کے باندھئے میری بلا ڈرےکیا جانتا نہیں ہوں تمہاری کمر کو میںhai kyā jo kas ke bāñdhiye merī balā Darekyā jāntā nahīñ huuñ tumhārī kamar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib
ظفر آدمی اس کو نہ جانئے گا وہ ہو کیسا ہی صاحب فہم و ذکاجسے عیش میں یاد خدا نہ رہی جسے طیش میں خوف خدا نہ رہا'zafar' aadmī us ko na jāniyegā vo ho kaisā hī sāhab-e-fahm-o-zakājise aish meñ yād-e-ḳhudā na rahī jise taish meñ ḳhauf-e-ḳhudā na rahāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گو بھلائی کرکے ہم جنسوں سے خوش ہوتا ہے جیتہہ نشیں اس میں مگر درد ریا پاتے ہیں ہمgo bhalā.ī karke ham-jinsoñ se ḳhush hotā hai jītah-nashīñ us meñ magar durd-e-riyā paate haiñ hamالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تھے برے مغبچوں کے تیور لیکشیخ مے خانے سے بھلا کھسکاthe bure muġhbachoñ ke tevar lekshaiḳh mai-ḳhāne se bhalā khiskāمیر تقی میرMir Taqi Mir