تھی جہاں کارواں کو دینی راہعشق کو رہنما کیا تو نےthī jahāñ kārvāñ ko denī raahishq ko rahnumā kiyā tū neIshqDuniyaIntezarالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دل کو درد آشنا کیا تو نےدرد دل کو دوا کیا تو نےdil ko dard-āshnā kiyā tū nedard-e-dil ko davā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
طبع انساں کو دی سرشت وفاخاک کو کیمیا کیا تو نےtab-e-insāñ ko dī sirisht-e-vafāḳhaak ko kīmiyā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وصل جاناں محال ٹھہرایاقتل عاشق روا کیا تو نےvasl-e-jānāñ muhāl Thahrāyāqatl-e-āshiq ravā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تھا نہ جز غم بساط عاشق میںغم کو راحت فزا کیا تو نےthā na juz ġham bisāt-e-āshiq meñġham ko rāhat-fazā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
آہ! کیوں دکھ دینے والی شے سے تجھ کو پیار ہےکھیل اس کاغذ کے ٹکڑے سے ، یہ بے آزار ہےAh! Kyun Dukh Dene Wali Shay Se Tujh Ko Pyar HaiKhail Iss Kaghaz Ke Tukre Se, Ye Be-Azaar Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal