سورج بنتا ہے تار زر سےدنیا کے لیے ردائے نوریSuraj Bunta Hai Tar-e-Zar SeDunya Ke Liye Rida-e-NooriDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
عالم ہے خموش و مست گویاہر شے کو نصیب ہے حضوریAlam Hai Khamosh-o-Mast GoyaHar Shay Ko Naseeb Hai Huzooriعلامہ اقبالAllama Iqbal
دریا ، کہسار ، چاند تارےکیا جانیں فراق و ناصبوریDarya, Kuhsar, Chand, TareKya Janain Faraaq-o-Nasabooriعلامہ اقبالAllama Iqbal
شایاں ہے مجھے غم جدائییہ خاک ہے محرم جدائیShayaan Hai Mujhe Gham-e-JudaiYe Khak Hai Mehram-e-Judaiعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi