اگر ہوتا وہ مجذوب فرنگی اس زمانے میںتو اقبال اس کو سمجھاتا مقام کبریا کیا ہےagar hotā vo majzūb-e-farañgī is zamāne meñto 'iqbāl' us ko samjhātā maqām-e-kibriyā kyā haiDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
خرد مندوں سے کیا پوچھوں کہ میری ابتدا کیا ہےکہ میں اس فکر میں رہتا ہوں میری انتہا کیا ہےḳhird-mandoñ se kyā pūchhūñ ki merī ibtidā kyā haiki maiñ is fikr meñ rahtā huuñ merī intihā kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلےخدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہےḳhudī ko kar buland itnā ki har taqdīr se pahleḳhudā bande se ḳhud pūchhe batā terī razā kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
مقام گفتگو کیا ہے اگر میں کیمیا گر ہوںیہی سوز نفس ہے اور میری کیمیا کیا ہےmaqām-e-guftugū kyā hai agar maiñ kīmiyā-gar huuñyahī soz-e-nafas hai aur merī kīmiyā kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
نظر آئیں مجھے تقدیر کی گہرائیاں اس میںنہ پوچھ اے ہم نشیں مجھ سے وہ چشم سرمہ سا کیا ہےnazar aa.iiñ mujhe taqdīr kī gahrā.iyāñ is meñna pūchh ai ham-nashīñ mujh se vo chashm-e-surma-sā kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
اڑ گئی یوں وفا زمانے سےکبھی گویا کسی میں تھی ہی نہیںuḌ ga.ī yuuñ vafā zamāne sekabhī goyā kisī meñ thī hī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خوش نما چیزیں ہیں بازار جہاں میں بے شمارایک نقد دل سے یارب مول کیا کیا لیجئےḳhush-numā chīzeñ haiñ bāzār-e-jahāñ meñ be-shumārek naqd-e-dil se yā-rab mol kyā kyā lījiyeاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہم کو خطرہ تھا کہ لوگوں میں تھا چرچا اور کچھبات خط آنے سے تیرے پر ہماری رہ گئیham ko ḳhatra thā ki logoñ meñ thā charchā aur kuchhbaat ḳhat aane se tere par hamārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar