بڑا جہان میں تجھ کو بنا دیا اس نےمجھے درخت پہ چڑھنا سکھا دیا اس نےBara Jahan Mein Tujh Ko Bana Diya Uss NeMujhe Darakht Pe Charhna Sikha Diya Uss NeDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
کوئی پہاڑ یہ کہتا تھا اک گلہری سےتجھے ہو شرم تو پانی میں جا کے ڈوب مرےKoi Pahar Ye Kehta Tha Ek Gulehri SeTujhe Ho Sharam To Pani Mein Ja Ke Doob Marayعلامہ اقبالAllama Iqbal
ذرا سی چیز ہے ، اس پر غرور ، کیا کہنا!یہ عقل اور یہ سمجھ ، یہ شعور ، کیا کہناZara Si Cheez Hai, Iss Pe Garoor, Kya KehnaYe Aqal Aur Ye Samajh, Ye Shaur, Kya Kehna!علامہ اقبالAllama Iqbal
خدا کی شان ہے ناچیز چیز بن بیٹھیںجو بے شعور ہوں یوں باتمیز بن بیٹھیںKhuda Ki Shan Hai Na-Cheez, Cheez Ban BaithenJo Be-Shaur Hon, Yun Ba-Tameez Ban Baithenعلامہ اقبالAllama Iqbal
تری بساط ہے کیا میری شان کے آگےزمیں ہے پست مری آن بان کے آگےTeri Bisat Hai Kya Meri Shan Ke AagayZameen Hai Passt Meri Aan Baan Ke Aagayعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi