نوح نبی کا آ کر ٹھہرا جہاں سفینارفعت ہے جس زمیں کی بام فلک کا زیناNooh (A.S.)-e-Nabi Ka Aa Kar Thehra Jahan SafeenaRiffat Hai Jis Zameen Ki Baam-e-Falak Ka ZeenaDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
چشتی نے جس زمیں میں پیغام حق سنایانانک نے جس چمن میں وحدت کا گیت گایاChishti (R.A.) Ne Jis Zameen Mein Pegham-e-Haq SunayaNanak Ne Jis Chaman Mein Wahdat Ka Geet Gayaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تاتاریوں نے جس کو اپنا وطن بنایاجس نے حجازیوں سے دشت عرب چھڑایاTatariyon Ne Jis Ko Apna Watan BanayaJis Ne Hijaziyon Se Dast-e-Arab Chhurayaعلامہ اقبالAllama Iqbal
میرا وطن وہی ہے ، میرا وطن وہی ہےیونانیوں کو جس نے حیران کر دیا تھاMera Watan Wohi Hai, Mera Watan Wohi HaiYunanion Ko Jis Ne Heeran Kar Diya Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal
سارے جہاں کو جس نے علم و ہنر دیا تھامٹی کو جس کی حق نے زر کا اثر دیا تھاSare Jahan Ko Jis Ne Ilm-o-Hunar Diya ThaMitti Ko Jis Ki Haq Ne Zr Ka Asar Diya Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal
اڑ گئی یوں وفا زمانے سےکبھی گویا کسی میں تھی ہی نہیںuḌ ga.ī yuuñ vafā zamāne sekabhī goyā kisī meñ thī hī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خوش نما چیزیں ہیں بازار جہاں میں بے شمارایک نقد دل سے یارب مول کیا کیا لیجئےḳhush-numā chīzeñ haiñ bāzār-e-jahāñ meñ be-shumārek naqd-e-dil se yā-rab mol kyā kyā lījiyeاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہم کو خطرہ تھا کہ لوگوں میں تھا چرچا اور کچھبات خط آنے سے تیرے پر ہماری رہ گئیham ko ḳhatra thā ki logoñ meñ thā charchā aur kuchhbaat ḳhat aane se tere par hamārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar