ہے دوڑتا اشہب زمانہکھا کھا کے طلب کا تازیانہHai Dorta Ashab-e-ZamanaKha Kha Ke Talab Ka TaziyanaDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
ڈرتے ڈرتے دم سحر سےتارے کہنے لگے قمر سےDarte Darte Dam-e-Sehar SeTare Kehne Lage Qamar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
نظارے رہے وہی فلک پرہم تھک بھی گئے چمک چمک کرNazare Rahe Wohi Falak ParHum Thak Bhi Gaye Chamak Chamak Karعلامہ اقبالAllama Iqbal
کام اپنا ہے صبح و شام چلناچلنا چلنا ، مدام چلناKaam Apna Hai Subah-o-Shaam ChalnaChalna, Chalna, Madaam Chalnaعلامہ اقبالAllama Iqbal
بے تاب ہے اس جہاں کی ہر شےکہتے ہیں جسے سکوں، نہیں ہےBetaab Hai Iss Jahan Ki Har ShayKehte Hain Jise Sukoon, Nahin Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi