پھلا پھولا رہے یارب چمن میری امیدوں کاجگر کا خون دے دے کر یہ بوٹے میں نے پالے ہیںphalā-phūlā rahe yā-rab chaman merī umīdoñ kājigar kā ḳhuun de de kar ye buuTe maiñ ne paale haiñUmeedDostiBaharعلامہ اقبالAllama Iqbal
انوکھی وضع ہے سارے زمانے سے نرالے ہیںیہ عاشق کون سی بستی کے یارب رہنے والے ہیںanokhī vaz.a hai saare zamāne se nirāle haiñye āshiq kaun sī bastī ke yā-rab rahne vaale haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
علاج درد میں بھی درد کی لذت پہ مرتا ہوںجو تھے چھالوں میں کانٹے نوک سوزن سے نکالے ہیںilāj-e-dard meñ bhī dard kī lazzat pe martā huuñjo the chhāloñ meñ kāñTe nok-e-sozan se nikāle haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
رلاتی ہے مجھے راتوں کو خاموشی ستاروں کینرالا عشق ہے میرا نرالے میرے نالے ہیںrulātī hai mujhe rātoñ ko ḳhāmoshī sitāroñ kīnirālā ishq hai merā nirāle mere naale haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
نہ پوچھو مجھ سے لذت خانماں برباد رہنے کینشیمن سیکڑوں میں نے بنا کر پھونک ڈالے ہیںna pūchho mujh se lazzat ḳhānamāñ-barbād rahne kīnasheman saikḌoñ maiñ ne banā kar phūñk Daale haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali