ہم پوچھتے ہیں شیخ کلیسا نواز سےمشرق میں جنگ شر ہے تو مغرب میں بھی ہے شرHum Poochte Hain Sheikh-e-Kalisa Nawaz SeMashriq Mein Jang Shar Hai To Maghrib Mein Bhi Hai SharBaharعلامہ اقبالAllama Iqbal
فتوی ہے شیخ کا یہ زمانہ قلم کا ہےدنیا میں اب رہی نہیں تلوار کارگرFatwa Hai Sheikh Ka Ye Zamana Qalam Ka HaiDunya Mein Ab Rahi Nahin Talwar Kargarعلامہ اقبالAllama Iqbal
لیکن جناب شیخ کو معلوم کیا نہیں؟مسجد میں اب یہ وعظ ہے بے سود و بے اثرLekin Janab-e-Sheikh Ko Maloom Kya Nahin?Masjid Mein Ab Ye Waaz Hai Besood-o-Be-Asarعلامہ اقبالAllama Iqbal
تیغ و تفنگ دست مسلماں میں ہے کہاںہو بھی، تو دل ہیں موت کی لذت سے بے خبرTaeg-o-Tufnag Dast-e-Musalman Mein Hai KahanHo Bhi, To Dil Hain Mout Ki Lazzat Se Be-Khabarعلامہ اقبالAllama Iqbal
کافر کی موت سے بھی لرزتا ہو جس کا دلکہتا ہے کون اسے کہ مسلماں کی موت مرKafir Kimout Se Bhi Larazta Ho Jis Ka DilKehta Hai Kon Usse Ke Musalman Ki Mout Merعلامہ اقبالAllama Iqbal
عارض کے قرین گلاب کا پھولہم رنگ کی دون ہو گئی ہےaariz ke qarīn gulāb kā phuulham-rañg kī duun ho ga.ī haiنظم طباطبائیNazm Tabatabai
جھومتی ہے شاخ گل کھلتے ہیں غنچے دم بہ دمبا اثر گلشن میں تحریک صبا ہو یا نہ ہوjhūmtī hai shāḳh-e-gul khilte haiñ ġhunche dam-ba-dambā-asar gulshan meñ tahrīk-e-sabā ho yā na hoاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
نہ تھا شہر دہلی یہ تھا چمن کہو کس طرح کا تھا یاں امنجو خطاب تھا وہ مٹا دیا فقط اب تو اجڑا دیار ہےna thā shahr-e-dehlī ye thā chaman kaho kis tarah kā thā yaañ amanjo ḳhitāb thā vo miTā diyā faqat ab to ujḌā dayār haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
مرا تو فرض چمن بندی جہاں ہے فقطمری بلا سے بہار آئے یا خزاں گزرےmirā to farz chaman-bandi-e-jahāñ hai faqatmirī balā se bahār aa.e yā ḳhizāñ guzreجگر مرادآبادیJigar Moradabadi