مجھ میں تجھ میں تو کوئی فرق نہیںعشق کیوں درمیان ہے پیارےmujh meñ tujh meñ to koī farq nahīñishq kyuuñ darmiyān hai pyāreIshqجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
سب پہ تو مہربان ہے پیارےکچھ ہمارا بھی دھیان ہے پیارےsab pe tū mehrbān hai pyārekuchh hamārā bhī dhyān hai pyāreجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
آ کہ تجھ بن بہت دنوں سے یہ دلایک سونا مکان ہے پیارےaa ki tujh bin bahut dinoñ se ye dilek suunā makān hai pyāreجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تو جہاں ناز سے قدم رکھ دےوہ زمین آسمان ہے پیارےtū jahāñ naaz se qadam rakh devo zamīn āsmān hai pyāreجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
مختصر ہے یہ شوق کی رودادہر نفس داستان ہے پیارےmuḳhtasar hai ye shauq kī rūdādhar nafas dāstān hai pyāreجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
کھینچ لے اول ہی سے دل کی عنان اختیارتو نے گر اے عاشق دلگیر پھر کھینچی تو کیاkhīñch le avval hī se dil kī inān-e-iḳhtiyārtū ne gar ai āshiq-e-dil-gīr phir khīñchī to kyāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پس مرگ ان پر کھلا حال الفتگئی لے کے روح اپنی پیغام دل کاpas-e-marg un par khulā hāl-e-ulfatga.ī le ke ruuh apnī paiġhām dil kāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کیا تجھ عشق نے عالم کوں مجنوںمجھے تجھ رشک لیلی کی قسم ہےkiyā tujh ishq ne aalam kuuñ majnūñmujhe tujh rashk-e-lailā kī qasam haiولی دکنیWali Dakani
بہت چین سے دن گزرتے ہیں حالیکوئی فتنہ برپا ہوا چاہتا ہےbahut chain se din guzarte haiñ 'hālī'koī fitna barpā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali