کون مقصد کو عشق بن پہنچاآرزو عشق مدعا ہے عشقkaun maqsad ko ishq bin pahuñchāaarzū ishq mudda.ā hai ishqIshqUmeedمیر تقی میرMir Taqi Mir
کیا حقیقت کہوں کہ کیا ہے عشقحق شناسوں کے ہاں خدا ہے عشقkyā haqīqat kahūñ ki kyā hai ishqhaq-shanāsoñ ke haañ ḳhudā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
دل لگا ہو تو جی جہاں سے اٹھاموت کا نام پیار کا ہے عشقdil lagā ho to jī jahāñ se uThāmaut kā naam pyaar kā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
اور تدبیر کو نہیں کچھ دخلعشق کے درد کی دوا ہے عشقaur tadbīr ko nahīñ kuchh daḳhlishq ke dard kī davā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
کیا ڈبایا محیط میں غم کےہم نے جانا تھا آشنا ہے عشقkyā Dubāyā muhīt meñ ġham keham ne jaanā thā āshnā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
کھینچ لے اول ہی سے دل کی عنان اختیارتو نے گر اے عاشق دلگیر پھر کھینچی تو کیاkhīñch le avval hī se dil kī inān-e-iḳhtiyārtū ne gar ai āshiq-e-dil-gīr phir khīñchī to kyāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پس مرگ ان پر کھلا حال الفتگئی لے کے روح اپنی پیغام دل کاpas-e-marg un par khulā hāl-e-ulfatga.ī le ke ruuh apnī paiġhām dil kāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کیا تجھ عشق نے عالم کوں مجنوںمجھے تجھ رشک لیلی کی قسم ہےkiyā tujh ishq ne aalam kuuñ majnūñmujhe tujh rashk-e-lailā kī qasam haiولی دکنیWali Dakani
بہت چین سے دن گزرتے ہیں حالیکوئی فتنہ برپا ہوا چاہتا ہےbahut chain se din guzarte haiñ 'hālī'koī fitna barpā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali