نہ ہووے جب تلک انساں کو دل سے میل یک جانبظفر لوگوں کے دکھلانے کو یکسوئی سے کیا حاصلna hove jab talak insāñ ko dil se mel-e-yak-jānib'zafar' logoñ ke dikhlāne ko yaksūī se kyā hāsilGhamDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ دو دشنام ہم کو اتنی بد خوئی سے کیا حاصلتمہیں دینا ہی ہوگا بوسہ خم روئی سے کیا حاصلna do dushnām ham ko itnī bad-ḳhūī se kyā hāsiltumheñ denā hī hogā bosa ḳham-rūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل آزاری نے تیری کر دیا بالکل مجھے بیدلنہ کر اب میری دل جوئی کہ دل جوئی سے کیا حاصلdil-āzārī ne terī kar diyā bilkul mujhe be-dilna kar ab merī dil-jūī ki dil-jūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ جب تک چاک ہو دل پھانس کب دل کی نکلتی ہےجہاں ہو کام خنجر کا وہاں سوئی سے کیا حاصلna jab tak chaak ho dil phāñs kab dil kī nikaltī haijahāñ ho kaam ḳhanjar kā vahāñ suuī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
برائی یا بھلائی گو ہے اپنے واسطے لیکنکسی کو کیوں کہیں ہم بد کہ بد گوئی سے کیا حاصلburā.ī yā bhalā.ī go hai apne vāste lekinkisī ko kyuuñ kaheñ ham bad ki bad-gūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل گیا رونق حیات گئیغم گیا ساری کائنات گئیdil gayā raunaq-e-hayāt ga.īġham gayā saarī kā.enāt ga.īجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
بن ترے اے بت خود کام یہ دل کو ہے خطرتیرے عاشق کا تمام آہ کہیں کام نہ ہوbin tire ai but-e-ḳhud-kām ye dil ko hai ḳhatartere āshiq kā tamām aah kahīñ kaam na hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جلوہ دکھا رہا ہے وہ آئینۂ جمالآتی ہے ہم کو شرم کہ کیا منہ دکھائیں ہمjalva dikhā rahā hai vo ā.īna-e-jamālaatī hai ham ko sharm ki kyā muñh dikhā.eñ hamداغؔ دہلویDagh Dehlvi
قامت سے تیرے صانع قدرت نے اے حسیںدکھلا دیا ہے حشر کو سانچے میں ڈھال کےqāmat se tere sāne-e-qudrat ne ai hasīñdikhlā diyā hai hashr ko sāñche meñ Dhaal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi