ظفر جو دو جہاں میں گوہر مقصود تھا اپناجناب فخر دیں کی وہ مددگاری سے ہاتھ آیا'zafar' jo do jahāñ meñ gauhar-e-maqsūd thā apnājanāb-e-faḳhr-e-dīñ kī vo madad-gārī se haath aayāDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ اس کا بھید یاری سے نہ عیاری سے ہاتھ آیاخدا آگاہ ہے دل کی خبرداری سے ہاتھ آیاna us kā bhed yaarī se na ayyārī se haath aayāḳhudā āgāh hai dil kī ḳhabardārī se haath aayāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ ہوں جن کے ٹھکانے ہوش وہ منزل کو کیا پہنچےکہ رستہ ہاتھ آیا جس کی ہشیاری سے ہاتھ آیاna hoñ jin ke Thikāne hosh vo manzil ko kyā pahuñcheki rasta haath aayā jis kī hushyārī se haath aayāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہوا حق میں ہمارے کیوں ستم گر آسماں اتناکوئی پوچھے کہ ظالم کیا ستم گاری سے ہاتھ آیاhuā haq meñ hamāre kyuuñ sitamgar āsmāñ itnākoī pūchhe ki zālim kyā sitamgārī se haath aayāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اگرچہ مال دنیا ہاتھ بھی آیا حریصوں کےتو دیکھا ہم نے کس کس ذلت و خواری سے ہاتھ آیاagarche māl-e-duniyā haath bhī aayā harīsoñ keto dekhā ham ne kis kis zillat-o-ḳhvārī se haath aayāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نازاں نہ ہو منعم کہ جہاں تیرا محل ہےہووے گی یہاں پہلے بھی تعمیر کسی کیnāzāñ na ho mun.im ki jahāñ terā mahal haihovegī yahāñ pahle bhī ta.amīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ناؤ بھر کر جہاں ڈبونی تھیعقل کو ناخدا کیا تو نےnaav bhar kar jahāñ Dubonī thīaql ko nāḳhudā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وہ لوگ کون سے ہیں اے خدائے کون و مکاںسخن سے کان کو جو آشنا نہیں رکھتےvo log kaun se haiñ ai ḳhudā-e-kaun-o-makāñsuḳhan se kaan ko jo āshnā nahīñ rakhteمیر انیسMir Anees
بندہ ہوں ترا زبان شیریںدنیا ممنون ہو گئی ہےbanda huuñ tirā zabān-e-shīrīñduniyā mamnūn ho ga.ī haiنظم طباطبائیNazm Tabatabai