موت آئی تو ٹل نہیں سکتیاور آئی نہیں تو پھر کیا ہےmaut aa.ī to Tal nahīñ saktīaur aa.ī nahīñ to phir kyā haiMautبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
واں رسائی نہیں تو پھر کیا ہےیہ جدائی نہیں تو پھر کیا ہےvaañ rasā.ī nahīñ to phir kyā haiye judā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہو ملاقات تو صفائی سےاور صفائی نہیں تو پھر کیا ہےho mulāqāt to safā.ī seaur safā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل ربا کو ہے دل ربائی شرطدل ربائی نہیں تو پھر کیا ہےdilrubā ko hai dilrubā.ī shartdilrubā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گلہ ہوتا ہے آشنائی میںآشنائی نہیں تو پھر کیا ہےgila hotā hai āshnā.ī meñāshnā.ī nahīñ to phir kyā haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اک خونچکاں کفن میں کروڑوں بناؤ ہیںپڑتی ہے آنکھ تیرے شہیدوں پہ حور کیik ḳhūñ-chakāñ kafan meñ karoḌoñ banāo haiñpaḌtī hai aañkh tere shahīdoñ pe huur kīمرزا غالبMirza Ghalib
دفن تجھ میں کوئی فخر روزگار ایسا بھی ہے؟تجھ میں پنہاں کوئی موتی آبدار ایسا بھی ہے؟Dafan Tujh Mein Koi Fakhar-e-Rozgar Aesa Bhi Hai?Tujh Mein Pinhan Koi Moti Aab Dar Aesa Bhi Hai?علامہ اقبالAllama Iqbal
ریاض معشوق ماہ پیکر کوئی نہ کوئی ہے جلوہ گسترکہ شام آئی ہے جو مرے گھر وہ چاند لائی ہے چودھویں کاریاض خیرآبادیRiyaz Khairabadi