رمزِ زندگیRamz E Zindagi

میں انہیں چھیڑوں اور کچھ نہ کہیں

Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 4 sher · Roman Urdu ke saath

maiñ unheñ chheḌūñ aur kuchh na kaheñchal nikalte jo mai piye hote
qahr ho yā balā ho jo kuchh hokaash ke tum mire liye hote
merī qismat meñ ġham gar itnā thādil bhī yā-rab ka.ī diye hote
aa hī jaatā vo raah par 'ġhālib'koī din aur bhī jiye hote