رمزِ زندگیRamz E Zindagi

موٹر

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 6 sher · Roman Urdu ke saath

Kaisi Pate Ki Baat Jugandar Ne Kal KahiMotor Hai Zulfiqar Ali Khan Ka Kya Khamosh
Hangama Afreen Nahin Iss Ka Kharaam-e-NaazManind-e-Barq Taez, Misal-e-Hawa Khamosh
Mein Ne Kaha, Nahin Hai Ye Motor Pe MunhasirHai Jadah-e-Hayat Mein Har Taez Pa Khamosh
Hai Pa Shakista Shewa-e-Faryad Se JarasNikhat Ka Karwan Hai Misal-e-Sehba Khamosh
Meena Madaam Sourish-e-Qulqul Se Pa Ba GilLekin Mazaj-e-Jaam-e-Kharaam Ashna Khamosh
Shayar Ke Fikr Ko Par Parwaz KhamashiSarmayadar-e-Garmi-e-Awaz Khamoshi