رمزِ زندگیRamz E Zindagi

ہم ہوئے تم ہوئے کہ میر ہوئے

Ghazal · Mir Taqi Mir · میر تقی میر · 9 sher · Roman Urdu ke saath

jin kī ḳhātir kī ustuḳhvāñ-shiknīso ham un ke nishān-e-tīr hue
nahīñ aate kaso kī āñkhoñ meñho ke āshiq bahut haqīr hue
aage ye be-adā.iyāñ kab thiiñin dinoñ tum bahut sharīr hue
aisī hastī adam meñ dāḳhil hainai javāñ ham na tifl-e-shīr hue
ek dam thī numūd buud apnīyā safedī kī yā aḳhīr hue
ya.anī mānind-e-sub.h duniyā meñham jo paidā hue sau piir hue
mat mil ahl-e-duval ke laḌkoñ se'mīr'-jī un se mil faqīr hue