مدد اے ہمت دشوارپسندکام آسان ہوا جاتا ہےmadad ai himmat-e-dushvār-pasañdkaam āsān huā jaatā haiKhudiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دل پریشان ہوا جاتا ہےاور سامان ہوا جاتا ہےdil pareshān huā jaatā haiaur sāmān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدمت پیر مغاں کر زاہدتو اب انسان ہوا جاتا ہےḳhidmat-e-pīr-e-muġhāñ kar zāhidtū ab insān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
موت سے پہلے مجھے قتل کرواس کا احسان ہوا جاتا ہےmaut se pahle mujhe qatl karous kā ehsān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
لذت عشق الہی مٹ جائےدرد ارمان ہوا جاتا ہےlazzat-e-ishq ilāhī miT jaa.edard armān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کچھ پتا منزل مقصود کا پایا ہم نےجب یہ جانا کہ ہمیں طاقت رفتار نہیںkuchh patā manzil-e-maqsūd kā paayā ham nejab ye jaanā ki hameñ tāqat-e-raftār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تو اپنی خودی کو کھو چکا ہےکھوئی ہوئی شے کی جستجو کرtū apnī ḳhudī ko kho chukā haikhoī huī shai kī justujū karعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے صریر خامہ ریزش ہاۓ استقبال نازنامہ خود پیغام کو بال و پر پرواز ہےhai sarīr-e-ḳhāma rezish-hā-e-istiqbāl-e-nāznaama ḳhud paiġhām ko bāl-o-par-e-parvāz haiمرزا غالبMirza Ghalib