جاؤ بھی کیا کرو گے مہر و وفابارہا آزما کے دیکھ لیاjaao bhī kyā karoge mehr-o-vafābār-hā aazmā ke dekh liyāWafaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
غیر کو منہ لگا کے دیکھ لیاجھوٹ سچ آزما کے دیکھ لیاġhair ko muñh lagā ke dekh liyājhuuT sach aazmā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ان کے گھر داغ جا کے دیکھ لیادل کے کہنے میں آ کے دیکھ لیاun ke ghar 'dāġh' jā ke dekh liyādil ke kahne meñ aa ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کتنی فرحت فزا تھی بوئے وفااس نے دل کو جلا کے دیکھ لیاkitnī farhat-fazā thī bū-e-vafāus ne dil ko jalā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کبھی غش میں رہا شب وعدہکبھی گردن اٹھا کے دیکھ لیاkabhī ġhash meñ rahā shab-e-va.adakabhī gardan uThā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دل سے ہوائے کشت وفا مٹ گئی کہ واںحاصل سوائے حسرت حاصل نہیں رہاdil se havā-e-kisht-e-vafā miT ga.ī ki vaañhāsil sivā.e hasrat-e-hāsil nahīñ rahāمرزا غالبMirza Ghalib
تو ہے کس ناحیے سے اے دیار عشق کیا جانوںترے باشندگاں ہم کاش سارے بے وفا ہوتےtū hai kis nāhiye se ai dayār-e-ishq kyā jānūñtire bāshindagāñ ham kaash saare bevafā hoteمیر تقی میرMir Taqi Mir
مری جفا طلبی کو دعائیں دیتا ہےوہ دشت سادہ وہ تیرا جہان بے بنیادmirī jafā-talabī ko duā.eñ detā haivo dasht-e-sāda vo terā jahān-e-be-buniyādعلامہ اقبالAllama Iqbal
ذکر مہر و وفا تو ہم کرتےپر تمہیں شرمسار کون کرےzikr-e-mehr-o-vafā to ham kartepar tumheñ sharmsār kaun kareداغؔ دہلویDagh Dehlvi