موت ہے عیش جاوداں ، ذوق طلب اگر نہ ہوگردش آدمی ہے اور ، گردش جام اور ہےMout Hai Aysh-e-Javidan, Zuaq-e-Talab Agar Na HoGardish-e-Adami Hai Aur, Gardish-e-Jaam Aur HaiMautMai-kadaعلامہ اقبالAllama Iqbal
اوروں کا ہے پیام اور ، میرا پیام اور ہےعشق کے درد مند کا طرز کلام اور ہےAuron Ka Hai Payam Aur, Mera Payam Aur HaiIshq Ke Dardmand Ka Tarz-e-Kalaam Aur Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
طائر زیر دام کے نالے تو سن چکے ہو تمیہ بھی سنو کہ نالہء طائر بام اور ہےTaair-e-Zair-e-Daam Ke Naale Tu Sun Chukke Ho TumYe Bhi Suno Ke Nala-e-Tair-e-Baam Aur Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
آتی تھی کوہ سے صدا راز حیات ہے سکوںکہتا تھا مور ناتواں لطف خرام اور ہےAt Thi Koh Se Sada Raaz-e-Hayat Hai SukoonKehta Tha Moor-e-Natwan Lutf-e-Kharaam Aur Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
جذب حرم سے ہے فروغ انجمن حجاز کااس کا مقام اور ہے ، اس کا نظام اور ہےJazb-e-Haram Se Hai Farough Anjuman-e-HijazIss Ka Maqam Aur Hai, Iss Ka Nizam Aur Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
برہم ہے اس قدر جو مرے دل سے زلف یارشامت زدہ نے کیا کیا ایسا خلاف زلفbarham hai is qadar jo mire dil se zulf-e-yārshāmat-zada ne kyā kiyā aisā ḳhilāf-e-zulfبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
لکھا ہوا ہے جو رونا مرے مقدر میںخیال تک نہیں جاتا کبھی ہنسی کی طرفlikhā huā hai jo ronā mire muqaddar meñḳhayāl tak nahīñ jaatā kabhī hañsī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
وفور اشک نے کاشانے کا کیا یہ رنگکہ ہو گئے مرے دیوار و در در و دیوارvufūr-e-ashk ne kāshāne kā kiyā ye rañgki ho ga.e mire dīvār-o-dar dar-o-dīvārمرزا غالبMirza Ghalib
وہی میری کم نصیبی وہی تیری بے نیازیمرے کام کچھ نہ آیا یہ کمال نے نوازیvahī merī kam-nasībī vahī terī be-niyāzīmire kaam kuchh na aayā ye kamāl-e-nai-navāzīعلامہ اقبالAllama Iqbal