گو سلامت محمل شامی کی ہمراہی میں ہےعشق کی لذت مگر خطروں کے جاں کاہی میں ہےGo Salamat Mehmil-e-Shami Ki Humrahi Mein HaiIshq Ki Lazzat Magar Khatron Ki Jaankahi Mein HaiIshqRaatعلامہ اقبالAllama Iqbal
قافلہ لوٹا گیا صحرا میں اور منزل ہے دوراس بیاباں یعنی بحر خشک کا ساحل ہے دورQafla Loota Gya Sehra Mein Aur Manzil Hai DoorIss Byaban Yani Behr-e-Khushk Ka Sahil Hai Doorعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہم سفر میرے شکار دشنہء رہزن ہوئےبچ گئے جو ، ہو کے بے دل سوئے بیت اللہ پھرےHum Safar Mere Shikar-e-Dashna-e-Rehzan HuweBach Gye Jo, Ho Ke Be-Dil Sooye Bait Ullah Phireعلامہ اقبالAllama Iqbal
!اس بخاری نوجواں نے کس خوشی سے جان دیموت کے زہراب میں پائی ہے اس نے زندگیUss Bukhari Naujawan Ne Kis Khushi Se Jaan Di!Mout Ke Zehr Ab Mein Payi Hai Uss Ne Zindagiعلامہ اقبالAllama Iqbal
خنجر رہزن اسے گویا ہلال عید تھا'ہائے یثرب' دل میں ، لب پر نعرہ توحید تھاKhanjar-e-Rahzan Usse Goya Hilal-e-Eid Tha‘Haye Yasrab’ Dil Mein Lab Par Naara-e-Touheed Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal
کھینچ لے اول ہی سے دل کی عنان اختیارتو نے گر اے عاشق دلگیر پھر کھینچی تو کیاkhīñch le avval hī se dil kī inān-e-iḳhtiyārtū ne gar ai āshiq-e-dil-gīr phir khīñchī to kyāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پس مرگ ان پر کھلا حال الفتگئی لے کے روح اپنی پیغام دل کاpas-e-marg un par khulā hāl-e-ulfatga.ī le ke ruuh apnī paiġhām dil kāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کیا تجھ عشق نے عالم کوں مجنوںمجھے تجھ رشک لیلی کی قسم ہےkiyā tujh ishq ne aalam kuuñ majnūñmujhe tujh rashk-e-lailā kī qasam haiولی دکنیWali Dakani
بہت چین سے دن گزرتے ہیں حالیکوئی فتنہ برپا ہوا چاہتا ہےbahut chain se din guzarte haiñ 'hālī'koī fitna barpā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali