کسے نہیں ہے تمنائے سروری لیکنخودی کی موت ہو جس میں وہ سروری کیا ہےkise nahīñ hai tamannā-e-sarvarī lekinḳhudī kī maut ho jis meñ vo sarvarī kyā haiUmeedMautKhudiعلامہ اقبالAllama Iqbal
نگاہ فقر میں شان سکندری کیا ہےخراج کی جو گدا ہو وہ قیصری کیا ہےnigāh-e-faqr meñ shān-e-sikandarī kyā haiḳhirāj kī jo gadā ho vo qaisarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدیمجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہےbutoñ se tujh ko umīdeñ ḳhudā se naumīdīmujhe batā to sahī aur kāfirī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
فلک نے ان کو عطا کی ہے خواجگی کہ جنہیںخبر نہیں روش بندہ پروری کیا ہےfalak ne un ko atā kī hai ḳhvājgī ki jinheñḳhabar nahīñ ravish-e-banda-parvarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
فقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کانہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہےfaqat nigāh se hotā hai faisla dil kāna ho nigāh meñ shoḳhī to dilbarī kyā haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
طبیب عشق نے دیکھا مجھے تو فرمایاترا مرض ہے فقط آرزو کی بے نیشیTabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسرت ہے اس کے دیکھنے کی دل میں بے قیاساغلب کہ میری آنکھیں رہیں باز میرے بعدhasrat hai is ke dekhne kī dil meñ be-qayāsaġhlab ki merī āñkheñ raheñ baaz mere ba.adمیر تقی میرMir Taqi Mir