ملت کے ساتھ رابطہء استوار رکھ!پیوستہ رہ شجر سے ، امید بہار رکھMillat Ke Sath Rabta Ustawar RakhPewasta Reh Shajar Se, Umeed-e-Bahar Rakh!UmeedBaharعلامہ اقبالAllama Iqbal
ڈالی گئی جو فصل خزاں میں شجر سے ٹوٹممکن نہیں ہری ہو سحاب بہار سےDali Gyi Jo Fasal-e-Khazan Mein Shajar Se TootMumkin Nahin Hari Ho Sahab-e-Bahar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے لازوال عہد خزاں اس کے واسطےکچھ واسطہ نہیں ہے اسے برگ و بار سےHai La-Zawal Ehd-e-Khazan Uss Ke WasteKuch Wasta Naahin Hai Usse Barg-o-Baar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے تیرے گلستاں میں بھی فصل خزاں کا دورخالی ہے جیب گل زر کامل عیار سےHai Tere Gulistan Mein Bhi Fasal-e-Khazan Ka DourKhali Hai Jaib-e-Gul Zr-e-Kamil Ayaar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
جو نغمہ زن تھے خلوت اوراق میں طیوررخصت ہوئے ترے شجر سایہ دار سےJo Naghma Zan Thay Khalwat-e-Auraq Mein TayoorRukhsat Huway Tere Shajar-e-Sayadar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali