اسی روز و شب میں الجھ کر نہ رہ جاکہ تیرے زمان و مکاں اور بھی ہیںisī roz o shab meñ ulajh kar na rah jāki tere zamān o makāñ aur bhī haiñRaatعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیںابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیںsitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñabhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیںیہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیںtahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñyahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پرچمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیںqanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū parchaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غممقامات آہ و فغاں اور بھی ہیںagar kho gayā ik nasheman to kyā ġhammaqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
عصر حاضر کی شب تار میں دیکھی میں نےیہ حقیقت کہ ہے روشن صفت ماہ تمامAsar-e-Hazir Ki Shab-e-Taar Mein Dekhi Main NeYe Haqeeqat Ke Hai Roshan Sifat-e-Mah-e-Tamamعلامہ اقبالAllama Iqbal
زمانہ صبح ازل سے رہا ہے محو سفرمگر یہ اس کی تگ و دو سے ہو سکا نہ کہنZamana Subah-e-Azal Se Raha Hai Mehv-e-SafarMagar Ye Iss Ki Tag-o-Dou Se Ho Saka Na Kuhanعلامہ اقبالAllama Iqbal