گئے دن کہ تنہا تھا میں انجمن میںیہاں اب مرے رازداں اور بھی ہیںga.e din ki tanhā thā maiñ anjuman meñyahāñ ab mire rāz-dāñ aur bhī haiñTanhaiMautعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیںابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیںsitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñabhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیںیہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیںtahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñyahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پرچمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیںqanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū parchaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غممقامات آہ و فغاں اور بھی ہیںagar kho gayā ik nasheman to kyā ġhammaqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
یوں مروت سے تمہارے سامنے چپ ہو رہیںکل کے جلسوں کی مگر ہم نے خبر پائی تو ہےyuuñ muravvat se tumhāre sāmne chup ho raheñkal ke jalsoñ kī magar ham ne ḳhabar paa.ī to haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہوں آتش نمرود کے شعلوں میں بھی خاموشمیں بندۂ مومن ہوں نہیں دانۂ اسپندhuuñ ātish-e-namrūd ke sho.aloñ meñ bhī ḳhāmoshmaiñ banda-e-momin huuñ nahīñ dāna-e-aspandعلامہ اقبالAllama Iqbal
دل مرا سوز نہاں سے بے محابا جل گیاآتش خاموش کی مانند گویا جل گیاdil mirā soz-e-nihāñ se be-muhābā jal gayāātish-e-ḳhāmosh kī mānind goyā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib