اے حسن یار شرم یہ کیا انقلاب ہےتجھ سے زیادہ درد ترا کامیاب ہےai husn-e-yār sharm ye kyā inqalāb haitujh se ziyāda dard tirā kāmyāb haiGhamDostiHusnجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
عاشق کی بے دلی کا تغافل نہیں جواباس کا بس ایک جوش محبت جواب ہےāshiq kī be-dilī kā taġhāful nahīñ javābus kā bas ek josh-e-mohabbat javāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تیری عنایتیں کہ نہیں نذر جاں قبولتیری نوازشیں کہ زمانہ خراب ہےterī ināyateñ ki nahīñ nazr-e-jāñ qubūlterī navāzisheñ ki zamāna ḳharāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اے حسن اپنی حوصلہ افزائیاں تو دیکھمانا کہ چشم شوق بہت بے حجاب ہےai husn apnī hausla-afzā.iyāñ to dekhmaanā ki chashm-e-shauq bahut be-hijāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
میں عشق بے نیاز ہوں تم حسن بے پناہمیرا جواب ہے نہ تمہارا جواب ہےmaiñ ishq-e-be-niyāz huuñ tum husn-e-be-panāhmerā javāb hai na tumhārā javāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
ہمیں بھی نہ اب چین آئے گا جب تکان آنکھوں میں آنسو نہ بھر لائیے گاhameñ bhī na ab chain aa.egā jab takin āñkhoñ meñ aañsū na bhar lā.iyegāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi