اس سے دل تباہ کی روداد کیا کہوںجو یہ نہ سن سکے کہ زمانہ خراب ہےus se dil-e-tabāh kī rūdād kyā kahūñjo ye na sun sake ki zamāna ḳharāb haiDuniyaجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اے حسن یار شرم یہ کیا انقلاب ہےتجھ سے زیادہ درد ترا کامیاب ہےai husn-e-yār sharm ye kyā inqalāb haitujh se ziyāda dard tirā kāmyāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
عاشق کی بے دلی کا تغافل نہیں جواباس کا بس ایک جوش محبت جواب ہےāshiq kī be-dilī kā taġhāful nahīñ javābus kā bas ek josh-e-mohabbat javāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تیری عنایتیں کہ نہیں نذر جاں قبولتیری نوازشیں کہ زمانہ خراب ہےterī ināyateñ ki nahīñ nazr-e-jāñ qubūlterī navāzisheñ ki zamāna ḳharāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اے حسن اپنی حوصلہ افزائیاں تو دیکھمانا کہ چشم شوق بہت بے حجاب ہےai husn apnī hausla-afzā.iyāñ to dekhmaanā ki chashm-e-shauq bahut be-hijāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اک جہان تازہ کا پیغام تھا جن کا ظہورکھا گئی عصر کہن کو جن کی تیغ ناصبورEk Jahan-e-Taza Ka Pegham Tha Jin Ka ZahoorKha Gyi Asr-e-Kuhan Ko Jin Ki Taegh-e-Na-Saboorعلامہ اقبالAllama Iqbal
نالہ کش شیراز کا بلبل ہوا بغداد پرداغ رویا خون کے آنسو جہاں آباد پرNala-Kash Sheeraz Ka Bulbul Huwa Baghdad ParDagh Roya Khoon Ke Ansu Jahan-Abad Parعلامہ اقبالAllama Iqbal