کیا مزا ہے تیغ قاتل میں کہ اکثر صید عشقآن کر اس پر رگڑتے اپنی گردن آپ ہیںkyā mazā hai teġh-e-qātil meñ ki aksar said-e-ishqaan kar us par ragaḌte apnī gardan aap haiñIshqبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جب کبھی دریا میں ہوتے سایہ افگن آپ ہیںفلس ماہی کو بتاتے ماہ روشن آپ ہیںjab kabhī dariyā meñ hote saya-afgan aap haiñfils-e-māhī ko batāte māh-e-raushan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سیتے ہیں سوزن سے چاک سینہ کیا اے چارہ سازخار غم سینے میں اپنے مثل سوزن آپ ہیںsiite haiñ sozan se chāk-e-sīna kyā ai chārasāzḳhār-e-ġham siine meñ apne misl-e-sozan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پیار سے کر کے حمائل غیر کی گردن میں ہاتھمارتے تیغ ستم سے مجھ کو گردن آپ ہیںpyaar se kar ke hamā.il ġhair kī gardan meñ haathmārte teġh-e-sitam se mujh ko gardan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کھینچ کر آنکھوں میں اپنی سرمۂ دنبالہ دارکرتے پیدا سحر سے نرگس میں سوسن آپ ہیںkhīñch kar āñkhoñ meñ apnī surma-e-dumbāla-dārkarte paidā sehr se nargis meñ sosan aap haiñبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کھینچ لے اول ہی سے دل کی عنان اختیارتو نے گر اے عاشق دلگیر پھر کھینچی تو کیاkhīñch le avval hī se dil kī inān-e-iḳhtiyārtū ne gar ai āshiq-e-dil-gīr phir khīñchī to kyāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پس مرگ ان پر کھلا حال الفتگئی لے کے روح اپنی پیغام دل کاpas-e-marg un par khulā hāl-e-ulfatga.ī le ke ruuh apnī paiġhām dil kāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کیا تجھ عشق نے عالم کوں مجنوںمجھے تجھ رشک لیلی کی قسم ہےkiyā tujh ishq ne aalam kuuñ majnūñmujhe tujh rashk-e-lailā kī qasam haiولی دکنیWali Dakani
بہت چین سے دن گزرتے ہیں حالیکوئی فتنہ برپا ہوا چاہتا ہےbahut chain se din guzarte haiñ 'hālī'koī fitna barpā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali