کب مجھے کوئے یار میں رہنے کی وضع یاد تھیآئنہ دار بن گئی حیرت نقش پا کہ یوںkab mujhe kū-e-yār meñ rahne kī vaz.a yaad thīā.ina-dār ban ga.ī hairat-e-naqsh-e-pā ki yuuñYaadDostiمرزا غالبMirza Ghalib
غنچۂ ناشگفتہ کو دور سے مت دکھا کہ یوںبوسہ کو پوچھتا ہوں میں منہ سے مجھے بتا کہ یوںġhuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñbose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
پرسش طرز دلبری کیجیے کیا کہ بن کہےاس کے ہر ایک اشارہ سے نکلے ہے یہ ادا کہ یوںpursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kaheus ke har ek ishāre se nikle hai ye adā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
رات کے وقت مے پیے ساتھ رقیب کو لیےآئے وہ یاں خدا کرے پر نہ کرے خدا کہ یوںraat ke vaqt mai piye saath raqīb ko liyeaa.e vo yaañ ḳhudā kare par na kare ḳhudā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
غیر سے رات کیا بنی یہ جو کہا تو دیکھیےسامنے آن بیٹھنا اور یہ دیکھنا کہ یوںġhair se raat kyā banī ye jo kahā to dekhiyesāmne aan baiThnā aur ye dekhnā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
ظفر آدمی اس کو نہ جانئے گا وہ ہو کیسا ہی صاحب فہم و ذکاجسے عیش میں یاد خدا نہ رہی جسے طیش میں خوف خدا نہ رہا'zafar' aadmī us ko na jāniyegā vo ho kaisā hī sāhab-e-fahm-o-zakājise aish meñ yād-e-ḳhudā na rahī jise taish meñ ḳhauf-e-ḳhudā na rahāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گو بھلائی کرکے ہم جنسوں سے خوش ہوتا ہے جیتہہ نشیں اس میں مگر درد ریا پاتے ہیں ہمgo bhalā.ī karke ham-jinsoñ se ḳhush hotā hai jītah-nashīñ us meñ magar durd-e-riyā paate haiñ hamالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
پھر بے خودی میں بھول گیا راہ کوئے یارجاتا وگرنہ ایک دن اپنی خبر کو میںphir be-ḳhudī meñ bhuul gayā rāh-e-kū-e-yārjaatā vagarna ek din apnī ḳhabar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib