مرا کنول کہ تصدق ہیں جس پہ اہل نظرمرے شباب کے گلشن کو ناز ہے جس پرMera Kanwal Le Tasadduq Hain Jis Pe Ahl-e-NazarMere Shabab Ke Gulshan Ko Naaz Hai Jis ParMautHusnBaharعلامہ اقبالAllama Iqbal
وہ مست ناز جو گلشن میں جا نکلتی ہےکلی کلی کی زباں سے دعا نکلتی ہےWoh Mast-e-Naaz Jo Gulshan Mein Ja Niklti HaiKali Kali Ki Zuban Se Dua Niklti Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
الہی! پھولوں میں وہ انتخاب مجھ کو کرے ''''کلی سے رشک گل آفتاب مجھ کو کرے“Elahi! Phoolon Mein Woh Intikhab Mujh Ko KareKali Se Rashak-e-Gul-e-Aftab Mujh Ko Kare”علامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے وہ شاخ سے توڑیں! زہے نصیب ترےتڑپتے رہ گئے گلزار میں رقیب ترےTujhe Woh Shakh Se Torain! Zahe Naseeb TereTarapte Reh Gye Gulzar Mein Raqeeb Tereعلامہ اقبالAllama Iqbal
اٹھا کے صدمہ فرقت وصال تک پہنچاتری حیات کا جوہر کمال تک پہنچاUtha Ke Sadma-e-Furqat Wisal Tak PohnchaTeri Hayat Ka Jouhar Kamal Tak Pohnchaعلامہ اقبالAllama Iqbal
برہم ہے اس قدر جو مرے دل سے زلف یارشامت زدہ نے کیا کیا ایسا خلاف زلفbarham hai is qadar jo mire dil se zulf-e-yārshāmat-zada ne kyā kiyā aisā ḳhilāf-e-zulfبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
لکھا ہوا ہے جو رونا مرے مقدر میںخیال تک نہیں جاتا کبھی ہنسی کی طرفlikhā huā hai jo ronā mire muqaddar meñḳhayāl tak nahīñ jaatā kabhī hañsī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
وفور اشک نے کاشانے کا کیا یہ رنگکہ ہو گئے مرے دیوار و در در و دیوارvufūr-e-ashk ne kāshāne kā kiyā ye rañgki ho ga.e mire dīvār-o-dar dar-o-dīvārمرزا غالبMirza Ghalib
وہی میری کم نصیبی وہی تیری بے نیازیمرے کام کچھ نہ آیا یہ کمال نے نوازیvahī merī kam-nasībī vahī terī be-niyāzīmire kaam kuchh na aayā ye kamāl-e-nai-navāzīعلامہ اقبالAllama Iqbal