Az Kuja Aen Aatish-e-Alam Faroz AndokhtiKirmak-e-Be Maya Ra Souz-e-Kaleem Amoskhti
Girya Saman Main Ke Mere Dil Mein Hai Toofan-e-AshakShabnam Afshan Tu Ke Bazm-e-Gul Mein Ho Charcha Tera
Gul Ba Daman Hai Meri Shab Ke Lahoo Se Meri SubahHai Tere Amroz Se Na-Ashna Farda Tera
Ab Nawa Paira Hai Kya, Gulshan Huwa Barham TeraBe-Mehel Tera Taranum, Naghma Be-Mousam Tera
Aah, Jab Gulshan Ki Jamiat Preshan Ho ChukkiPhool Ko Baad-e-Bahari Ka Payam Aya To Kya
Phool Be-Parwa Hain, Tu Garam-e-Nawa Ho Ya Na HoKarwan Be-Hiss Hai, Awaz-e-Dra Ho Ya Na Ho
Qissa’ay Gul Hum Nawayan-e-Chaman Sunte NahinAhl-e-Mehfil Tera Pegham-e-Kuhan Sunte Nahin
Kali Kali Hai Teri Garmi-e-Nawa Se Gudaz‘Nightingale of the gardens of Hijaz! each bud
Humare Waste Kya Tohfa Le Ke Tu Aya?And like a scent comes here from the orchards of the earth—
Wafa Ki Jis Mein Ho Bu, Wo Kali Nahin MiltiThough all creation’s flowerbeds teem with tulip and red rose,
Tarbiat Aam Tau Hai, Jauhar-e-Qabil Hi NahinJis Se Taamir Ho Aadam Ki Yeh Woh Gil Hi Nahin
Woh Bhi Din The Ke Yehi Maya-e-Raanai ThaNazish-e-Mousam-e-Gul Lala-e-Sahrai Tha!
Jooye Surood Afreen Ati Hai Kohsar SePi Ke Sharab-e-Lala Goon Mai Kada-e-Bahar Se