Mataa-e-Ghair Pe Hoti Hai Jab Nazar Iss KiTo Hain Harawal-e-Lashkar Kaleesa Ke Safeer!
Ye Peer-e-Kaleesa Ki Karamat Hai Ke Uss NeBijli Ke Charaghon Se Munawwar Kiye Afkar
Taqeer To Mubaram Nazar Ati Hai Wa LekinPeeran-e-Kaleesa Ki Dua Ye Hai Ke Tal Jaye
Ho Agar Quwwat-e-Firon Ki Darparda MureedQoum Ke Haq Mein Hai Lanat Woh Kaleem-Ullahi !
Rakhne Laga Murjhaye Huwe Phool Qafas MeinShaid Ke Aseeron Ko Gawara Ho Aseeri !
Roz-e-Azal Se Hai Tu Manzil-e-Shaheen-o-CharkhLala-o-Gul Se Tehi, Naghma-e-Bulbul Se Pak
Ye Husn-o-Latafat Kyun, Woh Quwwat-o-Shoukat KyunBulbul Chamanistani, Shahbaz Byabani !