baad yak-umr-e-var.a baar to detā baarekaash rizvāñ hī dar-e-yār kā darbāñ hotā
huuñ dāġh-e-nīm-rañgī-e-shām-e-visāl-e-yārnūr-e-charāġh-e-bazm se josh-e-sahar hai aaj
mujh se kahā jo yaar ne jaate haiñ hosh kis tarahdekh ke merī be-ḳhudī chalne lagī havā ki yuuñ
kab mujhe kū-e-yār meñ rahne kī vaz.a yaad thīā.ina-dār ban ga.ī hairat-e-naqsh-e-pā ki yuuñ
parvāz-hā niyāz-e-tamāshā-e-husn-e-dostbāl-e-kushāda hai nigah-e-āshnā mujhe